aas pass dil ke kaun aajkal ye
muskurata hua, gungunata hua
dikhta hai mujhe, aata jaata hua
aas pass dil ke kaun aajkal ye
muskurata hua, gungunata hua
dikhta hai mujhe, aata jaata hua
chehre pe uske chand jaisi narmiyo ka nur hai
chehre pe uske chand jaisi narmiyo ka nur hai
aankhe hai roshan, subah jaisi nind se wo dur hai
jaage jaage naino se, jaane kitni raino se
dil churata hua, hosh udata hua
dikhta hai mujhe, aata jaata hua
kaise main jaanu, kaun hai wo
kya uska naam hai
kaise main jaanu, kaun hai wo
kya uska naam hai
ab ye wo hi jaane
is dil se usko kya kaam hai
lekin wo isharo se
chhup chhup ke saro se
kuch batata hua, kuch chhupata hua
dikhta hai mujhe, aata jaata hua
aas pass dil ke kaun aajkal ye
muskurata hua, gungunata hua
dikhta hai mujhe