gali me chhuti yaar ki jogi le gaye jog
jaan gayi phir bhi na gaya ye ishqe da rog
na jane kis miti se bane hai aashiq log
darte nahi khuda se bhi ye pagal insan
aashiq mera naam hai tera ishq mera iman

are log mohabat me dil dete hai mai dunga jan

sari duniya chhod ke o sari duniya
sari duniya chhod ke pakda hai tera hath
chahe nikle zanaza chahe nikle barat
jina tere sath haye marna tere sath
pyar hai shabnam ka katra har katre me tufan
aashiq mera naam hai tera ishq mera iman
aashiq mera naam hai tera ishq mera iman
are log mohabat me dil dete hai mai dunga jan
aashiq mera naam hai tera ishq mera iman
aashiq mera naam hai tera ishq mera iman
ho o is gav ki ek gali me rahti hai ji heer
heer ke darvaje pe likhi hai ranjhe ki takdir
mai hu kadi husn ka ishq meri zanzir
ruh meri ghayal huyi dil hai lahuluhan
aashiq mera naam hai tera ishq mera iman
aashiq mera naam hai tera ishq mera iman
log mohabat me dil dete hai mai dunga jaan

pyar me mai kar jaunga mushkil se mushkil kam

heer bina mai jiunga to ho jaunga badnam
suli pe chad jaunga mai lekar hir ka naam
duniya lekar dekh le mera imtihan
aashiq mera naam hai tera ishq mera iman
aashiq mera naam hai tera ishq mera iman
log mohabat me dil dete hai mai dunga jaan
aashiq mera naam hai tera ishq mera iman
aashiq mera naam hai tera ishq mera iman
at 2:34 Sridevi unexpectedly makes a nice appearance. I was about to get a
heart stroke in the theatre when she suddenly appeared when I was watching
the movie for the first time :)))