socho bhi jara dekho yahan
kya yahi hai tumhara khwabo ka jahan
ek hai ye jami kise hoga yaki
hajaro sapane bikhare hai har kali
dekh ke ye hawaye bhi hum ho gai
badalo ki bahon mein gum ho gai
ye savera andhere mein khone laga
aasma bhi rone laga
dhuye ke gharo mein rahate huye
gum gaye in hawao mein bahate huye
jalate pani mein kagaj ke nav liye
vakt ke shor mein kho gaye hum jane kahan
dekh ke ye hawaye bhi hum ho gai
badalo ki bahon mein gum ho gai
ye savera andhere mein khone laga
aasma bhi rone laga
socho abhi dekho jara kyun hai dilo mein fasala
kyun hai ye dard kyun hai ye gam
kyun hai hamare khawab gum
chalate rahe hai apni dagar jab
jana hame hai ek raah par
chalo ab chale mil ke kare faisala
aansuo mein khone na de ha jahan ko rone na de
hai hamari ye jami hamara hi to hai aasma
aansuo mein khone na de ha jahan ko rone na de
hai hamari ye jami hamara hi to hai aasma