taqdir banayi mere maalik ne sabhi ki
jo aadmi jis cheej ke kabil najar aaya
bulbul ko diya nala to parvane ko jalna
ghum mujhko diya jo sabse muskil najar aaya
aasmaan se jami pe uthara hume
aasmaan se jami pe uthara hume
duniya wale jindagi de ke
kyu mara hume duniya wale jindagi de ke
kyu mara hume
aasmaan se jami pe uthara hume
aasmaan se jami pe uthara hume
duniya wale jindagi de ke
kyu mara hume o duniya wale jindagi de ke
kyu mara hume
mere ghum ki to koi bhi sima nahi
kisko aawaj du koi bhi apna nahi
mere ghum ki to koi bhi sima nahi
kisko aawaj du koi bhi apna nahi
tu hi kah de jara tu hi kah de jara
kis taraf jau mai
kaid mai fas gayi mai koi rasta nahi
ho o aasmaa se jami pe uthara hume
aasmaan se jami pe uthara hume
duniya wale jindagi de ke kyu mara hume
duniya wale jindagi de ke kyu mara hume
iss garibi ki diwar ne ye kya kiya
mere mahbub se bhi na milne diya
iss garibi ki diwar ne ye kya kiya
mere mahbub se bhi na milne diya
vo kahi bhi rahe vo salamat rahe
dil usse ab bhi deta hai usse duaa
aasmaan se jami pe uthara hume
aasmaan se jami pe uthara hume
duniya wale jindagi de ke kyu mara hume
o duniya wale jindagi de ke kyu mara hume
aasmaan se jami pe uthara hume
aasmaan se jami pe uthara hume
duniya wale jindagi de ke kyu mara hume
o duniya wale jindagi de ke kyu mara hume
Really surprising to know that this movie ran house full even in Badhdad,
however its bad that they deleted the song from the movie as its one of the
best songs of 80s era. However, I wasn't lucky enough to catch this movie
in a theatre in India back in the 80s and could only watch it on a video
cassette around 1987-1988.