aate jate tujhay dekha tha
par ye maine kaha socha tha
ki tera mera pyar pyar pyar ho jaayega
tera mera pyar pyar pyar ho jaayega
wo tera milna kitna hasin tha
tujhay ho na ho mujhay to yakeen tha
ki tu hi mera yaar yaar yaar ho jayega
ki tu hi mera yaar yaar yaar ho jayega
pyasi zamen se aasmaan mila ho jaise
hum zamaane me kuch iss tarah se mile hai
ek aag sa lagta hai kyo
jahan ye saara ab mahobbat ki raaho pe
jabse chale hai
sari bahaaro ko sare najaaro ko
ye bhi khabar janejaan
ki tera mera pyar pyar pyar ho jaayega
ki tu hi mera yaar yaar yaar ho jayega
wo tera milna kitna hasin tha
tujhay ho na ho mujhay to yakeen tha
ki tu hi mera yaar yaar yaar ho jayega
ki tera mera pyar pyar pyar ho jaayega
sadiyon se tu janamo se main tera diwana
tujhse kitna purana hai rishta hamara
takdeer se hum phir mile
yaha dobara tumse ho ke juda
jeena ab na gawaara
jab jab zamaane me phir ham janam lenge
phir aisa hoga yaha
ki tera mera pyar pyar pyar ho jaayega
ki tu hi mera yaar yaar yaar ho jayega
aate jate tujhay dekha tha
par ye maine kaha socha tha
ki tera mera pyar pyar pyar ho jaayega
ki tu hi mera yaar yaar yaar ho jayega
ki tera mera pyar pyar pyar ho jaayega
ki tu hi mera yaar yaar yaar ho jayega
ki tera mera pyar pyar pyar ho jaayega
ki tu hi mera yaar yaar yaar ho jayega
ki tera mera pyar pyar pyar ho jaayega