aawara bhawre jo haule haule gaye
phulo ke tan pe hawaye sarsaraye
aawara bhawre jo haule haule gaye
phulo ke tan pe hawaye sarsaraye
aawara bhawre jo haule haule gaye
phulo ke tan pe hawaye sarsaraye
koyal ki kuhu kuhu, papihe ki pihu pihu
jungle me jhingar ki jhaay jhaay
nadiya me lahre aaye balkhaye chalki jaye
bhige hotho se wo gungunaye
gata hai sahil, gata hai bahta pani
gata hai ye din sun sare gama pa dh ni sa re
aawara bhawre jo haule haule gaye
phulo ke tan pe hawaye sarsaraye
rat jo aaye to sannta chaye to tik-tik kare ghadi, suno
dur kahi gujre ret isi pul pe gunje dhaddhadi, suno
sangeet hai ye sangeet hai
sangeet hai ye sangeet hai, man ka sangeet suno
baho me leke bacha ma jo koi lori gaye
mamta ka geet suno
hilko re hilko re hilko re hilko re
mangla re mangla re chori chori baiya
hilko re hilko re hilko re hilko re
mangla re mangla re chori chori baiya
aawara bhawre jo haule haule gaye
phulo ke tan pe hawaye sarsaraye
bhige parinde jo khud ko sukhane ko par fadfadate hai, suno
gay bhi bail bhi gale me padi ghanti kaise bajate hai, suno
sangeet hai ye sangeet hai
sangeet hai ye sangeet hai, jiwan sangeet suno
barkha rani bundo ki payal jo chankaye
dharti ka geet, suno
hilko re hilko re hilko re hilko re
mangla re mangla re chori chori baiya
hilko re hilko re hilko re hilko re
mangla re mangla re chori chori baiya
aawara bhawre jo haule haule gaye
phulo ke tan pe hawaye sarsaraye
koyal ki kuhu kuhu, papihe ki pihu pihu
jungle me jhingar ki jhaay jhaay
nadiya me lahre aaye balkhaye chalki jaye
bhige hotho se wo gungunaye
gata hai sahil, gata hai bahta pani
gata hai ye din sun sare gama pa dh ni sa re
aawara bhawre jo haule haule gaye
phulo ke tan pe hawaye sarsaraye
Rehmans great music. What energy this song has.