aawaragi ba-rang-e tamasha buri nahi
aawaragi ba-rang-e tamasha buri nahi
jauk-e-najar mile to ye duniya buri nahi
aawaragi ba-rang-e tamasha buri nahi
aawaragi ba-rang-e tamasha buri nahi
kahte hain teri julf-e-parisha ko jindagi
kahte hain teri julf-e-parisha ko jindagi
ae dost jindagi ki tamanna buri nahi
aawaragi ba-rang-e tamasha buri nahi
aawaragi ba-rang-e tamasha buri nahi
hai nakuda ka meri tabahi se wasta
hai nakuda ka meri tabahi se wasta
mai janata hun niyat-e-dariya buri nahi
mai janata hun niyat-e-dariya buri nahi
aawaragi ba-rang-e tamasha buri nahi
aawaragi ba-rang-e tamasha buri nahi
is rahjan-e-hayat jamane se dur chal
is rahjan-e-hayat jamane se dur chal
mar bhi gaye to chadar-e-sahra buri nahi
aawaragi ba-rang-e tamasha buri nahi
jauk-e-najar mile to ye duniya buri nahi
aawaragi ba-rang-e tamasha buri nahi
aawaragi ba-rang-e tamasha buri nahi