zehno me kyu khamoshi hai, mai hu tum ho madhosi hai
saanse humse kehne lagi aatisho sa haal-e-dil hai
khud me hi kahi kho jaaye, kuch ho jaye aawariya
aatisho me kahi kho jaaye, kuch ho jaye aawariya

chori chori hone lagi aawariya
tutate se taaro ke jaise kahi aasman me
dub jaaye hum yun ke jaise koi roshani hai
tere mere chingariyo se in aramaano ko
jaise aaj aag pakadne ko kehti hawaaye hai