Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Aaya Maza Na Yaar, Achchha Nahi Hota Harpal Dilo Se Khelna
4.22 - 9 votes
Dance Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Aaya Maza Na Yaar, Achchha Nahi Hota Harpal Dilo Se Khelna - आया मज़ा ना यार, अच्छा नहीं होता हरपल दिलो से खेलना
kamsin ho najre milana sikh lo pahle
kamsin ho najre milana sikh lo pahle
ha fir lagana dil fir lagana dil
jamana dekh lo pahle
acha nahi hota acha nahi hota
harpal dilo se khelna
acha nahi hota harpal dilo se khelna
har koi nahi janta has ke teer jelna
koi hum sathi hai mil jata hai jo kar
baithta hai kaam kyo aaya maja na yaar
aaya maja na yaar aaya maja na yaar

acha nahi hota harpal dilo se khelna
har koi nahi janta has ke teer jelna
koi hum sathi haimil jata hai jo kar
baithta hai kaam kyo aaya maja na yaar
aaya maja na yaar aaya maja na yaar

deewangi me had se gujaro to is trah
chahat ka imtihan lo chahat ki trah
pyar kare to sacha kar varna kariyo na
sikhna hai to sikh le hum se dariyo na
pyar is dil me ho to harpal hai bekrar
aaya maja na yaar aaya maja na yaar
aaya maja na yaar
acha nahi hota harpal dilo se khelna
har koi nahi janta has ke teer jelna

mana kisi ne aaj tak roka nahi tuje
teri har aada ko jela toka nahi tuje
mana kisi ne aaj tak roka nahi tuje
teri har aada ko jela toka nahi tuje
us dil pe ho fida jo janta hai pyar
itna gurur ishq bhi iska khuda hai yaar
aaya maja na yaar aaya maja na yaar
aaya maja na yaar
acha nahi hota harpal dilo se khelna
har koi nahi janta has ke teer jelna

dekha na kya gujari hai jab tute aitbar
mil jata hai jo kar
baithta hai kaam aaya maja na yaar
aaya maja na yaar aaya maja na yaar
acha nahi hota harpal dilo se khelna
har koi nahi janta has ke teer jelna
dekha na kya gujari hai jab tute aitbar
mil jata hai jo kar
baithta hai kaam aaya maja na yaar
aaya maja na yaar aaya maja na yaar
lyrics of song Aaya Maza Na Yaar, Achchha Nahi Hota Harpal Dilo Se Khelna
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Maseeha (2002)
Suniel Shetty, Inder Kumar, Manek Bedi, Namrata Shirodkar, Mukesh Rishi, Tiku Talsania, Rajpal Yadav, Mohan Joshi, Shiva, Beena, Shama Deshpande, Raju Shreshta, Ishrat Ali, Anil Nagrath, Brijesh, Viju Khote, Ankush Mohit, Gurbachan, Kareena Grover, Anup Karan, Dev Malhotra, Arun Mathur, AmrishKumar Sanu, Alka Yagnik, Anand Raj Anand, Kavita Krishnamurthy, Vinod Rathod, Shankar Mahadevan, Sadhna SargamDev KohliAnand Raj AnandPartho GhoshPravin ShahMaseeha at IMDB      Maseeha at Wikipedia
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type