Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Salman Khan, Katrina Kaif
Video of this song from youtube
Lyrics of Aaya Naa Tu - आया ना तू
meri umeed na tooti
na haushla mera toota
natkhat aankhon ka
panghat aankhon ka
sookha hai bas tu jo rootha
tu rootha
paana tha maine jo paaya na paaya
khulle darwaaje rakha
rakha main darron pe ankhan
aaya na, aaya na, aaya na tu
khulle darwaaje rakha
rakha main darron pe ankhan
aaya na, aaya na, aaya na tu

khulle darwaaje rakha
rakha main darron pe ankhan
aaya na, aaya na, aaya na tu
khulle darwaaje rakha
rakha main darron pe ankhan
aaya na, aaya na, aaya na tu
main tanha bhatakta hoon
mushkil ko hal karde
jeena zamaane mein
tu zara sa hal karde

akhbaaron mein bhi khushi ki
khabar na mile
laakho sajdo se dil ko
sabar na mile
mudd mudd dekhu
kya tha kya hoon main
haathon se apne hi chhotha main toota
tere bin jaane na koi bhi mere dil ki
dukh na kisi ko dassa
sachha rowaan jhootha hassan
aaya na, aaya na, aaya na tu
dukh na kisi ko dassa
sachha rowaan jhootha hassan
aaya na, aaya na, aaya na tu
haathon ki lakeere dekha
raahein dheere dheere dekha
aaya na, aaya na, aaya na tu

ho tumse agarche toh
kismat badal de tu
mere muaamle mein
aa zara dakhal de tu
paani paancho dariyaon mein hai
kam ho raha
tere hone ka yakeen hai
bharam ho raha
chhod tadapna main
kab tak sapna main
dekhunga bhulu toota, main toota
mera kyun saathi na saaya na tere hote
haathon ko uthaayi jawaan
rowaan ya main gaayi jaawan
aaya na, aaya na, aaya na tu
haathon ki lakeere dekha
raahein dheere dheere dekha
aaya na, aaya na, aaya na tu
dukh na kisi ko dassa
sachha rowaan jhootha hassan
aaya na, aaya na, aaya na tu
aaya na tu...
lyrics of song Aaya Naa Tu
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Bharat (2019)
Aasif Sheikh, Anant Vidhaat Sharma, Brijendra Kala, Disha Patani, Jackie Shroff, Katrina Kaif, Kumud Mishra, Manav Vij, Meiyang Chang, Mushtaq Khan, Nora Fatehi, Salman Khan, Satish Kaushik, Shashank Arora, Shehzad Khan, Sonali Kulkarni, Sunil Grover, TabuNakash Aziz, Shreya Ghoshal, Abhijeet Srivastava, Akasa Singh, Neeti Mohan, Kamaal Khan, Vishal Dadlani, Sukhwinder Singh, Jyoti Nooran, Neha BhasinIrshad Kamil, Ali Abbas ZafarVishal Shekhar, Julius Packiam, Ali Abbas ZafarAlvira Agnihotri, Atul Agnihotri, Bhushan Kumar, Krishan KumarAli Abbas ZafarBharat at IMDB      Bharat at Wikipedia
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type