justju hi dilon ki manzil thi
justju hi dilon ki manzil thi
justju hi dilon ki manzil thi
justju justju hi dilon ki manzil thi
humne khokar tujhe tujhe paya
zindagi naam hai judaai ka
aap aaye to mujhko yaad aaya
aaya tha ghar sanwarne ehsaan kar gaya
aaya tha ghar sanwarne ehsaan kar gaya
aaya tha ghar sanwarne ehsaan kar gaya
barbaadiyo ka aur bhi samaan kar gaya
ab tak hai uski yaad meri zindagi ke sath
ab tak hai uski yaad meri zindagi ke sath
zindagi ke sath zindagi ke sath
zindagi ke sath zindagi ke sath
ab tak hai uski yaad meri zindagi ke sath
do char pal ki mujhse yu pehchan kar gaya
ankhon ne jiske shok mein
ankhon ne jiske shok mein raatein sajayi thi
ankhon ne jiske shok mein raatein sajayi thi
khwabo ki anjuman wahi veeran kar gaya
ankhon ki anjuman wahi veeran kar gaya
jhoka naseebe subah ka aaya to tha magar
jhoka naseebe subah ka aaya to tha magar
gulshan ki har kali ko pareshan kar gaya
justju hi justju hi dilon ki manzil thi
justju hi dilon ki manzil thi
justju justju hi dilon ki manzil thi
humne khokar tujhe tujhe paya