Lyrics of Aaye Koi Jo Yahan Phir Se Jee Le - दुनिया के गोरख धंधे से तू डर के भागे क्यूँ
dunia ke gorakh dhandhe se tu dar ke bhage kyu
choro ka dhumdhadaka kis parchand ko bhape tu
apna na koi paraya khud ko kis ka mane tu
kho jayega is jangle me ek andha sa prani tu
aaye koi yaha jo phir se jee jeele
chhod sharam tu bhi ek jaam peele
gardisho me hai tere sitare aaj ye pal tu bhi jeele
sanni si sanso se khud ko sambhale
aa hi gaya hai to ek jaam peele
darta rahega to jeeyega kab tu aaj ye pal tu bhi jeele
aaj uthake jo kadam jo tu aa hi gaya jo tu aa hi gaya
pichhe na hatna jo hona hai ho jayega
jo agar jindagi tujhko chhule
maut ki raho se tujhko bachale aaj ye pal tu bhi jeele
sahmi si sanso se khud ko sambhale
aa hi gaya hai to ek jaam peele
darta rahega to jeeyega kab tu aaj ye pal tu bhi jeele
uljhane kyu hai tu pahlu me aa bhi ja
daman bichhaye khadi hu tu baho me aaja
kap kapate ye lab jo pukare
tere hi baho me jhulu mai jhule aaja aaja ye pal tu bhi jeele
sahmi si sanso se khud ko sambhale
aa hi gaya hai to ek jaam peele
darta rahega to jeeyega kab tu aaj ye pal tu bhi jeele
dunia ke gorkh dhandhe me aake fas gaya hai tu
ab to bas tera janaza kis kone me chhupta tu
apna na koi paraya khud ko kiska mane tu
kho gaya hai is jangle me ek andha sa prani tu