ho aai hai bahar khile sapne hajar mera pyar java ho gya
aakhe na milau tujhe paas bhi bulau are ye mujhe kya ho gya
aa meri julfo ke saye me hireya sondeya
ho jab se mili meri tumse najar mera chain kaha kho gya
dil ko lutaye mujhe hosh gavaye jamana ho gya
aa meri baho me aa hiriye sodiye
aaja aaja aaja aaja aaja aaja aaja aaja
aa bhi ja
bahaki teri chal jara dil ko sambhal
tere nain katar dil ke paar ho gaye
padi aisi fuhar meri janebahar
tere galo ke gulab gulnar ho gaye
chai aisi ghata ghanghor ke jiya mere bas me nahi
chai aisi ghata ghanghor ke jiya mere bas me nahi
ho jab se mili meri tumse najar mera chain kaha kho gya
dil ko lutaye mujhe hosh gavaye jamana ho gya
aa meri baho me aa hiriye sodiye
jara dekh dildar mere rup ki bahar
solah satra varsh ki umra ho gai
jage sou arman utha dil me tufan
meri kori chunariya rang ho gai
hai kiska jawani pe jor ghata mere bas me nahi
hai kiska jawani pe jor ghata mere bas me nahi
ho aayi hai bahar khile sapne hazar mera pyar jawa ho gaya
aakh na milau tujhe paas bhi bulau are ye mujhe kya ho gya
aa meri julfo ke saye me hireya sondeya
tere mere din raat gujre ek sath
tune sara sansar kurban kar diya
mera dil tere nam meri jaan tere naam
kai janamo ka pyar tere naam kar diya
bandhi hamne milan ki dor kabhi na tute prit ki dor