chaand si surat mool si rangat lekar jab wo aayega
nanhi munni baaton se saara ghar mehkaayega
main wari jau main satke jau
main wari jau satke jau waari jau
aayega koyi aayega aayega door gagan se chalke

zindagi ki dastan mein rang bharne ke liye
dhadkano mein dhadkano se pyaar karne ke liye
wo jo aayega to har pal jagmagaya

neend ke sapne khuli aankhon se ab dekhenge hum
is mohabbat ke khilone se sada khelenge hum
pehle bete tum ho woh to dusra hai jaane jaan
hai dua yu hi hamesha muskuraye ye jaan
chaand suraj ban ke wo dharti sajayega
aayega koyi aayega aayega door gagan se chalke
aayega koyi aayega aayega door gagan se chalke
zindagi ki dastan mein rang bharne ke liye
dhadkano mein dhadkano se pyaar karne ke liye
wo jo aayega to har pal jagmagaya
aayega koyi aayega aayega door gagan se chalke
aayega koyi aayega aayega koyi aayega
aayega koyi aayega aayega koyi aayega
wo zameen ka chaand ban kar chandni felayega
pyaar ban kar zindagi ki har khushi mehkayega
wo sitaaron ko gagan se tod ke le aayega
wo hasega to yeh aangan aasmaan ho jaaye ga
ma ki lori ban pitaah ka khwaab gaayega
aayega koyi aayega aayega door gagan se chalke
aayega koyi aayega aayega door gagan se chalke
zindagi ki dastan mein rang bharne ke liye
dhadkano mein dhadkano se pyar karne ke liye