Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.50 - 2 votes
Happy Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Aayi Khushi Ban Ke Bahar - आई खुशी बन के बहार
aayi khushi ban ke bahaar
balma aayi khushi ban ke bahaar
geet bane dil ki pukar balma geet bane dil ki pukar
sanso me khushbu piya ki basi hai ji piya ki basi hai
ulfat ke hotho se faili hasi hai ji phaili hasi hai
lo aao chale taaro ke taar geet bane dil ki pukaar
balma geet bane dil ki pukar

pee bataungi mai naino ke gaav me
ji naino ke gaav me
pee bataungi mai pee bataungi mai
palko ki chaav me palko ki chaav me
lo aa hi gaya mujhpe ye haar
geet bane dil ki pukaar balma geet bane dil ki pukar

lachke kamar jaise ji phulo ki daliya ji phulo ki daliya
bache bajate hai mil mil ke taliya
mil mil ke taliya lo baaj rahi jivan ki taar
geet bane dil ki pukaar balma geet bane dil ki pukar
aayi khushi ban ke bahaar
balma aayi khushi ban ke bahaar
geet bane dil ki pukar balma geet bane dil ki pukar
lyrics of song Aayi Khushi Ban Ke Bahar
Comments on song "Aayi Khushi Ban Ke Bahar"
Pashambay Baloch on Thursday, May 05, 2011
Kindly note this song is taken from film Ann Data. A very joyful song
superbly rendered by Lata Mangeshker under the baton of very talented
composer Mohammed Shafi. Lyrics are penned by Hasrat Jaipuri. This film
also contains other beautiful song of Lataji.
Moid Hasan on Thursday, May 05, 2011
film ANNADATA 1952 se hai Cast, Veena ; Ajit; Sheikh Mukhtar Mukri Ansari
music Mohd Shafi .Producer Omer Khayam FILMS Director Ismail Memon .Song
Hasrat Jaipuri .A very fine upload by Rehma ,Composer-Mohd Shafi was one of
the assistant to Naushad, .
jasbongy on Thursday, May 05, 2011
Very sweet lyric & music. Lata Ji sings so melodiously, specially ''Ha..
Ha.. Ha...'' very very sweetly. Thumbs Up. Thanks Dear Rehmaa Ji for
sharing. W.R. Didi.
muhammad akram Nadeem on Wednesday, November 04, 2015
aayi khushi ban ke bahar...A very rare beautifull and melodious song sweat
theme composition beautifully sung by lataji.muhammad akram nadeem.
saz9297 on Friday, May 06, 2011
very beautiful songs. is it from film Balma or Annadata ?? Mr. Mohd hassan
has confused. clarification needed regards
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Annadata (1952)
Ajit, Veena, Mukri, Murad, Kanhaiya Lal, Shakti Prasad, Sheikh Mukhtar, N A AnsariG. M. Durrani, Lata Mangeshkar, Shamshad Begum, Mohammed Rafi, Manna DeyHasrat Jaipuri, Anjum Jaipuri, Ali Sardar JafriMohammed ShafiIsmail MemonAnnadata at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type