ab aur kya kisi se marasim badhaye hum
ab aur kya kisi se marasim badhaye hum
ye bhi bahut hai tujhko agar bhul jaaye hum
ab aur kya kisi se marasim badhaye hum
is zindagi mein itni faragat kise naseeb
is zindagi mein itni faragat kise naseeb
ek fasana yaad aake tujhe bhul jaaye hum
ye bhi bahut hai tujhko agar bhul jaaye hum
ab aur kya kisi se marasim badhaye hum
tu itni diljada to na thi aye shabe firaaq
tu itni diljada to na thi aye shabe firaaq
aa tere raaste mein sitaare lutaye hum
ye bhi bahut hai tujhko agar bhul jaaye hum
ab aur kya kisi se marasim badhaye hum
wo log ab kaha hai jo kehte the sarfaraz
wo log ab kaha hai jo kehte the sarfaraz
aeh khuda na karta tujhe bhi rulye hum
ye bhi bahut hai tujhko agar bhul jaaye hum
ab aur kya kisi se marasim badhaye hum
Let me correct...this ghazal was earlier sung by Azra Riaz (Azra Salamat
Ali) on PTV before Ghulam Ali. Will someone please upload the version sung
by Azra Riaz. Ishall be much obliged.