ab ke baras bhi rah gaye pyase
ab ke baras bhi rah gaye pyase
aag lage is saavan ko
aisi lagee biraha ki agni
aisi lagee biraha ki agni
jisne jalaaya tan man ko
ab ke baras bhi rah gaye pyase
aag lage is saavan ko
dhuniya se kya karte shikaayat
laaye na shikva lab tak hum
apne hi daman ki biraani
karte gawa na kab tak hum
phool na the to rakh liye kaante
phool na the to rakh liye kaante
aise sajaaya daman ko
aisi lagi biraha ki agni
jisne jalaya tan man ko
ab ke baras bhi rah gaye pyase
aag lage is saavan ko
kitni hi gum ki raat ho kaali
hoti hai aakhir uski sahen
nafarat se o dekne wale
iski bhi hai kuchh tujhko khabar
iski bhi hai kuchh tujhko khabar
pyaar mein hai taasir kuchh aisi
pyaar mein hai taasir kuchh aisi
dost bana de dushman ko
aisi lagi biraha ki agni
jisne jalaaya tan man ko
ab ke baras bhi rah gaye pyase
aag lage is saavan ko
labjho me hum dard samate
itni kahan thi apni majaal
dade sukun kyu dete humko
kisme nahin kuchh apna kamal
uski karo taariph ke jiske
uski karo taariph ke jiske
gum ne nikhaara hai phan ko
aisi lagi biraha ki agni
aisi lagi biraha ki agni
jisne jalaaya tan mann ko
ab ke baras bhi rah gaye pyase
aag lage is saavan ko