ab ke kaisa sawan aaya 
ab ke kaisa sawan aaya
manbhawan ko sang naa laya 
ab ke kaisa sawan aaya 
ab ke kaisa sawan aaya
jhr jhr barse more naina
jhr jhr barse more naina
dekh bhi paau naa chaina aaye 
aisi rut me jee ghabraya
ab ke kaisa sawan aaya 
ab ke kaisa sawan aaya
koyal mori papiha bole 
pagal manwa har dum dole
koyal mori papiha bole 
pagal manwa har dum dole
tum barso naa sunaa chhaya
ab ke kaisa sawan aaya 
ab ke kaisa sawan aaya
indrdhanush man ko naa bhaaya 
indrdhanush man ko naa bhaaya
pee ki koi khabar naa laya 
manwa me andhiyara chhaya 
ab ke kaisa sawan aaya 
ab ke kaisa sawan aaya
manbhawan ko sang naa laya 
ab ke kaisa sawan aaya 
ab ke kaisa sawan aaya