kaise sukoon paau tujhe dekhne ke baad
kaise sukoon paau tujhe dekhne ke baad
ab kya ghazal sunaoon ab kya ghazal sunaoon
tujhe dekhne ke baad kaise sukoon paau
tujhe dekhne ke baad
awaz de rahi hai meri zindagi mujhe
awaz de rahi hai meri zindagi mujhe
jaoon main ya jaoon tujhe dekhne ke baad
ab kya ghazal sunaoon tujhe dekhne ke baad
kaise sukoon paau tujhe dekhne ke baad
kaabe ka ehteram bhi meri nazar mein hai
kaabe ka ehteram bhi meri nazar mein hai
sar kis taraf jhukaoon tujhe dekhne ke baad
sar kis taraf jhukaoon tujhe dekhne ke baad
ab kya ghazal sunaoon tujhe dekhne ke baad
kaise sukoon paau tujhe dekhne ke baad
teri nigahe mast nain makhmoor kar dya
teri nigahe mast nain makhmoor kar dya
kya maikade ko jaoon tujhe dekhne ke baad
kya maikade ko jaoon tujhe dekhne ke baad
ab kya ghazal sunaoon tujhe dekhne ke baad
kaise sukoon paau tujhe dekhne ke baad
nazron mein taab-e-deed hi baaki nahi rahi
kis se nazar milaoon tujhe dekhne ke baad
kaise sakoon paoon tujhe dekhne Ke baad
ab kya ghazal sunaoon tujhe dekhne ke baad
ab kya ghazal sunaoon tujhe dekhne ke baad
kaise sukoon paau tujhe dekhne ke baad
aawaaz de rahi hai meri zindagi mujhe...jaaon main ya na jaaon...tujhe
dekhne ke baad.kaisey sukoon paaon...tujhe dekhne ke baad..kaabe ka
ehteraam bhi meri nazar mein hai...sar kis taraf jhukaoon...tujhe dekhne ke
baad..WHAT BEAUTIFUL LYRICS,,,,SUNG BEAUTIFULLY BY THE INIMATABLE TALAT
JI...SUPER LIKE