ab main jaau, magar kyu abhi itni jaldi 
kya batau, are suno to nahi, main to chal di 
mujhe kuch tumse kahna hai, kaho na 
do ghadi pass baithi raho na 
ab main jaau, magar kyu abhi itni jaldi 
kya batau, suno to nahi main to chal di 
suno suno mujhe kuch tumse kahna hai, kaho na 
do ghadi pass baithi raho na 
ab main jaau, magar kyu abhi itni jaldi 
kya batau, suno to nahi main to chal di
jane se pehle ye to bata do 
phir hogi kaise mulakat 
meri jaan dil na todo 
dariya kinare chhupte chhupate 
aaungi main to kal raat chalo 
hath mera chhodo, na na na 
kitni baate hai ab tak adhuri 
aaj ki bate kal hongi puri, ab main jaau 
ab main jaau, magar kyu abhi itni jaldi 
kya batau, suno to nahi main to chal di 
har roj vada karti ho kal ka
karta hu yu intzaar baar baar main tumhara 
majbur tum bhi majbur main bhi 
karni padegi baar baar ruswaiya ganwara 
accha accha par ye majburiya aur kab tak 
agni phere na ho jaye jab tak, ab main jaau 
ab main jaau, magar kyu abhi itni jaldi 
ab main jaau, magar kyu abhi itni jaldi 
ab main jaau
bye bye tata tata
bye bye tata tata
bye bye tata tata
