ab to insan ko insan banaya jaye
ab to insan ko insan banaya jaye
ya koi aur hi bhagwaan banaya jaye
ab to insan ko insan banaya jaye
ab to insan ko
sharir ke julm yahan har kisi ka chehra hain
sharir ke julm yahan har kisi ka chehra hain
sharir ke julm yahan har kisi ka chehra hain
kiska insaaf yahan kisse karaya jaye
ab to insan ko insan banaya jaye
ya koi aur hi bhagwaan banaya jaye
ab to insan ko
rahnuma khud ko sabhi paak saaf kahte hain
rahnuma khud ko sabhi paak saaf kahte hain
rahnuma khud ko sabhi paak saaf kahte hain
aaina kisko yahan kaise dikhaya jaye
ab to insan ko insan banaya jaye
ya koi aur hi bhagwaan banaya jaye
ab to insan ko
log chhip chhip ke yahan roz bika karte hain
log chhip chhip ke yahan roz bika karte hain
log chhip chhip ke yahan roz bika karte hain
shart hai mol ko chupke se bataya jaye
ab to insan ko insan banaya jaye
ya koi aur hi bhagwaan banaya jaye
ab to insan ko insan banaya jaye
ya koi aur hi bhagwaan banaya jaye
ab to insan ko