Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.40 - 5 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Ab To Ram Bhajan Kar Lena - अब तो राम भजन कर लेना
ab to ram bhajan kar lena ek din jana re bhai ke ek
din jana re bhai ke ek din jana re
ab to ram bhajan kar lena
ek din jana re bhai ke ek
din jana re bhai ke ek din jana re

kodi kodi maya jodi joda
lakh karod bhai re joda lakh karod
prabhu ke ghar se chithi aai
chala basira cahod re ek din
jana ke ek din jana re
ab to ram bhajan kar lena
ek din jana re bhai ke ek
din jana re bhai ke ek din jana re

dhan dolat maya mamta ke jhuthe
bandhan tod de sath tera hari dene wale
sath tera hari dene wale hari se
nata jod ek din jana ke ek din jana re
ab to ram bhajan kar lena
ek din jana re bhai ke ek
din jana re bhai ke ek din jana re

aaye khali hath sabhi or jaye
khali hath bhai re jaye khali hath
reh jaye sab meet tale hi
karni jaye sath ek din jana ke ek din jana re
ab to ram bhajan kar lena
ek din jana re bhai ke ek
din jana re bhai ke ek din jana re
ab to ram bhajan kar lena ek din jana re bahi ke ek
din jana re bhai ke ek din jana re
lyrics of song Ab To Ram Bhajan Kar Lena
Comments on song "Ab To Ram Bhajan Kar Lena"
Babu Kali on Friday, July 27, 2012
Ik jana re bhai , ab ram bhajan kar lena re.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Ghar Ghar Mein Diwali (1955)
Jagirdar, Shyama, Sajjan, Manorama, Eruch TaraporeLata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Sudha Malhotra, S D Batish, S BalbirIndeevar, Prem DhawanRoshanJagirdarGhar Ghar Mein Diwali at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type