ab to is tarah meri aankhon mein khwaab aate hain

jis tarah aaina
jis tarah aaina chehro ko taras jaate hain

khwaab aate hain, khwaab aate hain
ehatiyaat ahal-e-mohabbat ke isi shahar ke log

gul-ba-dast aate hain aur kwaaba-rasan jaate hain
gul-ba-dast aate hain aur kwaaba-rasan jaate hain
jis tarah aaina
jis tarah aaina chehro ko taras jaate hain
ab to is tarah meri aankhon mein khwaab aate hain
khwaab aate hain, khwaab aate hain
jaise tazbeez-e-taalluq ki bhi rut ho koi

zakhm bharte hain to ahbaab bhi aa jaate hain
zakhm bharte hain to ahbaab bhi aa jaate hain
jis tarah aaina
jis tarah aaina chehro ko taras jaate hain
ab to is tarah meri aankhon mein khwaab aate hain
khwaab aate hain, khwaab aate hain
har kadi raat ke baad aisi kayaamat guzari

subho ka zikr bhi aaye to laraz jaate hain