Lyrics of Abb Mujhe Rat Din Tumhara Hee Khayal - अब मुझे रात दिन तुम्हारा ही ख्याल
     
ab mujhe rat din 
tumhara hee khayal hain
ab mujhe rat din 
tumhara hee khayal hain
 
kya kahu pyar me divano 
jaisa hal hain divano jaisa hal 
hain tumhara hee khayal hain
ho ho aa ha ha ha la la la
abb mujhe rat din 
tumhara hee khayal hain
kya kahu pyar me divano 
jaisa hal hain
tum ko dekhe bina 
chain milta nahee
dil peh abb toh koyee 
jor chalta nahee
jadu hain kaisa dil kee lagee me 
dub gaya hu iss bekhudee me
ho ho aa ha ha ha la la la
ab mujhe rat din 
tumhara hee khayal hain
kya kahu pyar me divano 
jaisa hal hain
har pal dhunde najar 
tum ko hee janeman
had se badhne laga 
meraa divanapan
dil me basa lu apna bana lu 
ya phir najar me tumko chhupa lu
ho ho aa ha ha ha la la la
abb mujhe rat din 
tumhara hee khayal hain
kya kahu pyar me divano 
jaisa hal hain
divano jaisa hal hain 
tumhara hee khayal hain
ho ho aa ha ha ha la la la
 
tumko dekhe chain milta nahin dil pe ab to koi jor chalta nahin -- mera bhi halat kuch aisa hai-- this song is for tose who are in love