ek pyaari govand main pasaoon
phir usse shaadi banaoon
aur uske hi ghar mein ghar basake
jaise bhi ho zindagi yahi bitau
abhi abhi mere dil mein ye khayal aaya hai
abhi abhi mere dil mein khayal aaya hai
abhi abhi mere dil mein ye khayal aaya hai
abhi abhi mere dil mein khayal aaya hai
ham apni duniya mein
sab ko ik din kho jaana hai
aur kisi ko apne sajan ghar jaana hai
sajan na jaane ho kitdhar ho
gaur se dekho sajni shayaad idhar ho
mauka haseen hai tum isko na gavao
aisi jaaga pe aa ke kuch to kar jaao
goa teri har aada ke hum to deewane ho gaye
zindgai jeene ke yaha pe kitne bahane ho gaye
dus baara femi ke botal chadhau chadhau
bindas yaaro ke sang na jugao
jab tak yaha hu roz apni
aazadi ka jashna aise manau
abhi abhi mere dil mein ye khayal aaya hai
abhi abhi mere dil mein khayal aaya hai
abhi abhi mere dil mein ye khayal aaya hai
abhi abhi mere dil mein khayal aaya hai
ho aisi kaha pe hogi masti hawao mein
sab ko uda le jaaye ye aapni baho mein
aisi kaha pe hogi maasti hawao mein
sab ko uda le jaaye ye apni baho mein
kya bolo yaaro ye to fantu jaaga hai
yaha hogi life bilkul apni tarha hai
haar din yaha pe jaise khula asmaan hai
sari duniya se zara hatke ye jaha hai
goa teri haar aade ke hum to deewane ho gaaye
zindagi jeene ke yaha pe kitne bahane ho gaye
jaalta hua ye samandar ka pani
pani mein pighli hui ye javani
hasraat bari hai koi saath de to
kardu yaha pe main koi nadaani
abhi abhi mere dil mein ye khayal aaya hai
abhi abhi mere dil mein khayal aaya hai
abhi abhi mere dil mein ye khayal aaya hai
abhi abhi mere dil mein khayal aaya hai
I love this song!! It brings back so many memories :)