abhi hum kaha the, abhi hum kaha hai
wo raahe kaha hai, kaha wo nishaan hai
saare lamhe ek pal hai, aur kuch bhi nahi
aaj the jo ab wo kal hai, aur kuch bhi nahi
abhi hum kaha the, abhi hum kaha hai
wo raahe kaha hai, kaha wo nishaan hai
sahaare se toota hua hai sahaara
kinaare se dooba hua hai kinaara
mohabbat pe hasne ko ji chaahta hai
kisi ne bulaya, kisi ne pukaara
hame jindagi ne maara
abhi hum kaha the, abhi hum kaha hai
wo raahe kaha hai, kaha wo nishaan hai
tumhaari kahaani, humaari kahaani
badi ho chuki hai ye baate puraani
wahi ek tum ho, wahi ek mai hu
teri jindgaani, meri jindagaani to bas
ek jaisi faani
abhi hum kaha the, abhi hum kaha hai
wo raahe kaha hai, kaha wo nishaan hai
saare lamhe ek pal hai, aur kuch bhi nahi
aaj the jo ab wo kal hai, aur kuch bhi nahi
abhi hum kaha the, abhi hum kaha hai
wo raahe kaha hai, kaha wo nishaan hai