accha unhe dekha tha bimar hui aankhe
bimaar hui aankhe
dil ke huye do tukade, dil ke huye do tukade
jab chaar hui aankhe, jab chaar hui aankhe
are re re re re jab chaar hui aankhe
o ho ho ho ho jab koi aaya dil muskuraya
pehali najar me kitana jagaya, kitana jagaya
pehali najar me kitana jagaya
kis kis ka jaadu ho ho jalwa dikhaya
duniya ki najron se duniya ki najaron se
guljaar hui aankhe
are re re re re jab chaar hui aankhe
o ho ho ho ho
jalwa dikha ke apna bnake
masum banke jaadu jagake, jaadu jagake
masum banke jaadu jagake
jab jab jiye ho ho ho najre jhuka ke
aankho se mohabbat ka aankho se mohabbat ka
ikraar hui aankhe ikraar hui aankhe
are re re re re jab chaar hui aankhe
o ho ho ho ho
sara jamana tumko na jana
hai kaam dil ka masti lutana, masti lutana
hai kaam dil ka masti lutana
unki sitam ka mahroom jana
mere liye jaani to mere liye jaani to
talwaar hui aankhe talwaar hui aankhe
are re re re re jab chaar hui aankhe
accha unhe dekha tha bimar hui aankhe
bimaar hui aankhe
dil ke huye do tukade, dil ke huye do tukade
jab chaar hui aankhe, jab chaar hui aankhe
Another energetic song of the same tempo in the voice of Madhubala Zhaveri.
Bahut khoob. maza aaya.