na din ko sukun hai shatir na raat ko sukun hai
ye kaisa hampe umar ishk ka junun hai
jo rachaye hai tune hath mehandi se
wo mehandi nahi hai mere dil ka khun hai
achchha sila diya tune mere pyar ka
achchha sila diya tune mere pyar ka
yaar ne hi lut liya ghar yaar ka
achchha sila diya tune mere pyar ka
ha achchha sila diya tune mere pyar ka
yaar ne hi lut liya ghar yaar ka
achchha sila diya tune mere pyar ka
mere pyar wale sabhi phul murjhaye
kante bhi fizao wale mere hisse aa gaye
mere pyar wale sabhi phul murjhaye
kante bhi fizao wale mere hisse aa gaye
raas na aaya mujhe sapna bahar ka
raas na aaya mujhe sapna bahar ka
yaar ne hi lut liya ghar yaar ka
achchha sila diya tune mere pyar ka
achchha sila diya tune mere pyar ka
yaar ne hi lut liya ghar yaar ka
achchha sila diya tune mere pyar ka
ashko ki mala mere gale pehnake
khush hai wo ghar kisi aur ka basake
ashko ki mala mere gale pahnake
khush hai wo ghar kisi or ka basake
kar diya khun dekho mere aitbar ka
kar diya khun dekho mere aitbar ka
yaar ne hi lut liya ghar yaar ka
achchha sila diya tune mere pyar ka
achchha sila diya tune mere pyar ka
yaar ne hi lut liya ghar yaar ka
achchha sila diya tune mere pyar ka
naaj tere marke bhi haske uthaye hai
ashko ke moti teri yaad me bahaye hai
naaj tere marke bhi haske uthaye hai
ashko ke moti teri yaad me bahaye hai
sun kabhi shor mere dil ki pukar ka
sun kabhi shor mere dil ki pukar ka
yaar ne hi lut liya ghar yaar ka
achchha sila diya tune mere pyar ka
achchha sila diya tune mere pyar ka
yaar ne hi lut liya ghar yaar ka
achchha sila diya tune mere pyar ka
achchha sila diya tune mere pyar ka
yaar ne hi lut liya ghar yaar ka
yaar ne hi lut liya ghar yaar ka
yaar ne hi lut liya ghar yaar ka
first ever song of Sonu Nigam for bollywood