adao naj ko zalim teri samsir kahte hai
teri julfe ghata koi hushn ki janjir kahte hai
teri julfr ghata koi hushn ki jankir kahte hai
ha tere andaj se har lamhe tasvir jaise hai
khiche jo dil pe usko hushn ki tasvir kahte hai
kaleje me jo chubh jaye usi ko tir kahte hai
kaleje me jo chubh jaye usi ko
ajab tasir ae ulfat hai
ajab tasir ae ulfat hai
ki majnu ban gaya laila
najarane laga har sink
islp yar ka jalwa
na pucho hal ae dil main kya batun apni vysht ka
koi leta hai nam us ka tadap jata hai dil mera
mohabbat wale is ko ishk ki tasir kahte hai
tere diwane jo hai unko teri justju hogi
juba par mislefuti ke sada bas tu hi tu hogi
kise malum tha tasvire jan ru-b-ru hogi
khabar kya thi kisi se turupar yun gupatgu hogi
magar hajarte muhsahib se takdir kahte
adao naj ko zalim teri samsir kahte hai