aye darde mohabbat tune mujhe
diwana bana kar chhod diya
aye darde mohabbat tune mujhe
diwana bana kar chhod diya
ek aag laga di pahlu me
aur dil ko jala kar chhod diya
aye darde mohabbat tune mujhe
diwana bana kar chhod diya
ek aag laga di pehlu me
aur dil ko jala kar chhod diya
thukra ke khushi ko ja na kahi
hai dil bhi yahi dunia bhi yahi
hai dil bhi yahi dunia bhi yahi
thukra ke khushi ko ja na kahi
hai dil bhi yahi dunia bhi yahi
hai dil bhi yahi dunia bhi yahi
ek tute hue dil me jalim
kyu gum ko jaga kar chhod diya
ek aag laga di pehlu me
aur dil ko jala kar chhod diya
o mujhpe sitam karne wale
ab tujhse ye aakar kaun kahe
ab tujhse ye aakar kaun kahe
o mujhpe sitam karne wale
ab tujhse ye aakar kaun kahe
ab tujhse ye aakar kaun kahe
is ghar me abhi aabad hai tu
jis ghar ko basa kar chhod diya
ek aag laga di pahlu me
aur dil ko jala kar chhod diya
ye gum na sahi wo gum hi sahi
hum dono tarah barbad hue
hum dono tarah barbad hue
ye gum na sahi wo gum hi sahi
hum dono tarah barbad hue
hum dono tarah barbad hue
kuch dil ne na puchi bat apni
kuch usne mita kar chhod diya
ek aag laga di pehlu me
aur dil ko jala kar chhod diya
aye darde mohabbat tune mujhe
diwana bana kar chhod diya
ek aag laga di pahlu me
aur dil ko jala kar chhod diya
very nice duet,unique picturisation.must get hold of the vcd.