ae dil ae dil ae dil
ham to huye ruswa, hay sare mehfil
ek phul baharo ke daman me jo khela tha
ek phul baharo ke daman me jo khela tha
bulbul ne abhi jisko
jee bhar ke na dekha tha
bazar me ro ro ke, wo sabse ye kahta tha
hota hain yaha husn ka, sauda sare mehfil
ae dil ae dil ae dil
ham to huye ruswa, hay sare mehfil
hain aur ghadibhar ka, ye husn karo na ki
hain aur ghadibhar ka, ye husn karo na ki
bik jayega ye jism ka, rangin khilauna bhi
baho ki ye chandi bhi julfo ka ye sona bhi
hoga abhi ek ye bhi tamash sare mehfil
ae dil ae dil ae dil
ham to huye ruswa, hay sare mehfil
wo husn jo gairo ke saye se bhi sharmaye
sona bhi hain bijli bhi, jab kahar me aa jaye
badnami ke jeene se achcha hain ke maut aaye
uth jaye abhi mera, janaja bhari mehfil
uth jaye abhi mera, janaja bhari mehfil
uth jaye abhi mera, janaja bhari mehfil
ae dil ae dil ae dil
ham to huye ruswa, hay sare mehfil
Aye dil aye dil Iss andaz main gaya hai ki lagta hai ki aage ki pankti bhi
uper ke swar main hee gaayee jayegi lekin swar ek dam neeche utar aata
hai..kul mila ke geet sunder hai sun ne main achcha lagta hai ,naumeedi se
bhara lagta hai. Sabita ji ne bahut madhur gaaya hai.
Iss meethe lekin naumeedi wale geet ke liye Shukriya Ajay.