Aye dill udaa ke le chal
Makhmur fizaao mein
Parwaaz kar ke dekh lein
In kaali ghatao mein
Aye dill udaa ke le chal
Makhmur fizaao mein
Parwaaz kar ke dekh lein
In kaali ghatao mein
Chhaaya hai kis tarah duniya pe
Aakash se aa puchhe
Aakash se aa puchhe
Aa so ke dekhen pal bhar
Taaro ki chhaon mein
Parwaaz kar ke dekh lein
In kaali ghatao mein
Aye dill udaa ke le chal
Makhmur fizaao mein
Parwaaz kar ke dekh lein
In kaali ghatao mein
Badli mein chhipe chaand ke
Mukhde ko chum lein
Badli mein chhipe chaand ke
Mukhde ko chum lein
Mukhde ko chum lein
Aa dekhen ab wo terate
Panchhi hawaaon mein
Parwaaz kar ke dekh lein
In kaali ghatao mein
Aye dill udaa ke le chal
Makhmur fizaao mein
Parwaaz kar ke dekh lein
In kaali ghatao mein
Baadal ka shor lo suno
Aise hai aa rahaa
Baadal ka shor lo suno
Aise hai aa rahaa
Jaise paazeb dulhan ki
Chhanke hai paaon mein
Parwaaz kar ke dekh lein
In kaali ghatao mein
Aye dill udaa ke le chal
Makhmur fizaao mein
Parwaaz kar ke dekh lein
In kaali ghatao mein
In kaali ghatao mein
In kaali ghatao mein.