ae duniya ke malik
mujhe tujhse ye gila hai
bije the maine phul mujhe kanta mila hai
armano ki maine badi chahte basaai
ulfat ki sama sauk bhare dil mein jalaai
chatki si kali khilne ko thi
murjhayi ummid
chatki si kali khilne ko thi
murjhayi ummid
mausam tha baharo ka fija jhum ke aayi
mausam tha baharo ka fija jhum ke aayi
insaan ka ghar lut liya hai
insaan ka ghar lut liya hai
kis paap ki kis jurm ki aakhir ye saja hai
kis paap ki kis jurm ki aakhir ye saja hai
ae duniya ke malik
mujhe tujhse ye gila hai
bije the maine phul mujhe kanta mila hai
jis tarf najar dalti hu chehre hai hairan
bachche hai bilakte huye aur maye pareshan
kyo khun ki nadiya hi bah jati hai harsho
kyo khun ki nadiya hi bah jati hai harsho
koi to bta de mujhe kaisa hai insaan
koi to bta de mujhe kaisa hai insaan
aa dekh jaha mein tere kohram macha hai
aa dekh jaha mein tere kohram macha hai
tera hai ye insaaf to insaan ka kya hai
tera hai ye insaaf to insaan ka kya hai