ae jee bijli hai mera naam
ae jee bijli hai mera naam
dilon pe girna hai mera kaam
mai to marungi nainon ke baan
zara bach ke rehna
maarungi nainon ke baan
zara bach ke rehna
bach ke rehna bach ke rehna
bach ke rehna
maarungi nainon ke baan
zara bach ke rehna
nazron se nazren jis dam ladengin
nazron se nazren jis dam ladengin
meri adaye menhangi padegi
jo bhi ladaye pachhtaye
haay haay haay abroo kamaan
zara bachke rehna
bachke rehna bachke rehna
bachke rehna
maaroongi nainon ke baan
zara bach ke rehna
palkon ke do darwaze hai
bheetar soya roop
gora mukhda kali zulfen
jyun badli aur dhoop
surma bana hai darbaan
zara bachke rehna
bachke rehna bachke rehna
bachke rehna
maarungi nainon ke baan
zara bach ke rehna
ho o o o
haay haay haay haay
bali umar mori haay
bali umar mori sabko khatke
jo dekhe wo sar ko patke
jal jal ke reh jaaye
haay haay haay
lakhon ki le li maine jaan
zara bachke rehna
bachke rehna bachke rehna
bachke rehna
marungi nainon ke baan
zara bach ke rehna
dekh jise loon oon oon
maange na pani ee ee ha ha
yaad aa jaye nana nani ho nana nani
yaad aa jaye nana nani
han nana nani ha ha
karta phire wo haay
haay haay haay haay
budhha ho ya ho jawaan
zara bachke rehna
bachke rehna bachke rehna
bachke rehna
maaroongi nainon ke baan
zara bach ke rehna