sag ke andhere me mere basero se
dikhta na koi rasta khun ki lakoro me
tune rakibo me likh di meri dasta
mera katra katra tere nbhi ke didar ko tarsa
ae khuda mere maula mere yar mere malik
kar de karm itna mujh par rahmat barsa
ae khuda mere maula mere yar mere malik
kar de karm itna mujh par rahmat barsa
ae khuda mere maula ae khuda mere maula
kohara sa chhaya hai ab aasamano tak
aankhe magar usko takati nahi hai
karta shikayat hai fir bhi kayamat ka
sanse magar meri thakati nahi hai
tu honsla hai mera in dahsato ke bavandar ka
tu aasara hai mera kar mol ke is samandar ka
meri kashti kashti ko fir kaha hai talab unka darshan
ae khuda mere maula mere yar mere malik
kar de karm itna mujh par rahmat barsa
ae khuda mere maula ae khuda mere maula
kya aajmaish hai meri aakidat ki
sare sitam me sahata gya hun
tuta darakhto se jaise koi patta
main aandhiyo me bahata gya hun
ab karvan hi fir manjilo ke mukadar ka
rasta ye mera khanabadosh ek kalandar ka
mera katra katra tere nbhi ke didar ko tarsa
ae khuda mere maula mere yar mere malik
kar de karm itna mujh par rahmat barsa
ae khuda mere maula mere yar mere malik
ae khuda mere maula ae khuda mere maula
masallah