lagta hai ke tumko rab ne banaya jis dum
apni kudrato ko usne tum me kar diya tha gum
is jahan ko husn baantna bhi kar diya tha kam
teekhe teekhe nain naqsh tere
kaliyo se komal honth tere
phulo se najuk paanv tere
dono jahan kurban tere
tarasha pyar se jise rab ne wo murat ho tum
sangtarasho ki jaise devi tum
tarasha pyar se jise rab ne wo murat ho tum
sangtarasho ki jaise devi tum
tum sa jahan mein koi na
ae naazni suno na hume tum pe haq to do na
chahe to jaan lo na ke dekha tumhe to hosh ud gaye
honth jaise, honth jaise khud hi sil gaye
parda khayalo ka hai, sachmuch zara saamne aa
chand ko main takta hu par teri shakal aankho me
ji jalaye chandni bhi thandi thandi raato mein
naata nindo se tut gaya tere liye ae mere hasi
dil ko yakin ye bhi hai magar
aayega aisa din bhi kabhi
jab mulakate bhi hongi, meethi si baate bhi hongi
pyar bhari raate bhi hongi dekhna
jab mulakate bhi hongi, meethi si baate bhi hongi
pyar bhari raate bhi hongi dekhna
aane ki khabar do na
ae naazni suno na hume tum pe haq to do na
chahe to jaan lo na ke dekha tumhe to hosh ud gaye
honth jaise, honth jaise khud hi sil gaye
honth jaise, honth jaise khud hi sil gaye