afiya man mein afiya
aur kahin pe hai bhi ka
man tera chahe sirf wafaaiye
bepanah, bepanah
teri ibadat, tera yaaken hai
afiya afiya
man tera chahe sirf wafaaiye
bepanah, bepanah
teri ibadat, tera yaken hai
afiya afiya
ik dua bass ik dua
aur toh kuch maanga na tha
kyun hai sab tujhse khafa, is tarah
is tarah..
afiya man mein afiya
aur kahin pe, hai bhi kaha
kyun hai mehfil he tanha tanha
nazro mein sehra sehra
kyun hai subah shab ki tarah
har lamha he thera thera
naa nur ki hai barsaatien
na chain sukoon ki baatien
hai khuda bata de ab toh kya hai maajra
gum shum ghum shum sa hai pal pal
gam ghin sa aalam hai
chuttey apny hai saare
ashqo ka yeh hai mausam hai
ab kaisa yeh dastur
sab tujhse hai dur
koi samjhey na tera jhazhbat
maan tera chahe sirf wafaaiye
bepanah, bepanah
teri ibadat, tera yaaken hai
afiya afiya
ik dua bass ik dua
aur toh kuch maanga na tha
kyun hai sab tujhse khafa. is tarah
is tarah..
afiya man mein afiya
aur kahin pe, hai bhi kha
afiya man mein afiya
aur kahin pe, hai bhi kha.