agar pyar kabhi phir hua
jaan lo tumhi se hoga
agar pyar kabhi phir hua
jaan lo tumhi se hoga
aur agar tumne mujhe thukraya
koi tumsa nahi hoga
agar pyar kabhi phir hua
jaan lo tumhi se hoga
kuch aise bandhan, jo tute kabhi na
tum bin jeene se aasa hai marna
kahne walo ko kah lene dena
tum pal me jee kar, sau pal jee lena
tere bin mujhe har din
mausam khiza ka laga
aur agar tumne mujhe thukraya
koi tumsa nahi hoga
agar pyar kabhi phir hua
jaan lo tumhi se hoga
tapte huye sahra, ke saaye milke
khil gaye jaise, ho phul kanwal ke
jane koi jeeta hai kaise bichhad ke
aata hai maja kyu sawan me jal ke
dar badar kabhi jo ghira
rasta tera hoga
aur agar tumne mujhe thukraya
koi tumsa nahi hoga
agar pyar kabhi phir hua
jaan lo tumhi se hoga
agar pyar kabhi phir hua
jaan lo tumhi se hoga
jaan lo tumhi se hoga
jaan lo tumhi se hoga
jaan lo tumhi se hoga
jaan lo tumhi se hoga
One of my fav songs of my childhood. There is another version of this song.
Here is the link. sorry it would not accept any link :s