Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Ae Nargise Mastana
4.38 - 61 votes
Rajendra Kumar, SadhanaRomantic Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Ae Nargise Mastana - ऐ नरगिसे मस्ताना
ae nargise mastana, bas itni shikayat hai
bas itni shikayat hai
samjha hame begana, bas itni shikayat hai
bas itni shikayat hai, ae nargise mastana

har raah par katraye, har mod par ghabraye
muh pher liya hai tumne, ham jab bhi najar aaye
muh pher liya hai tumne, ham jab bhi najar aaye
o humko nahi pehchana, bas itni shikayat hai
bas itni shikayat hai, ae nargise mastana

ho jaate ho marham bhi, ban jaate ho hamdam bhi
ae sakhiye maikhana, shola bhi ho shabnam bhi
ae sakhiye maikhana, shola bhi ho shabnam bhi
o khali mera paimana, bas itni shikayat hai
bas itni shikayat hai, ae nargise mastana

har rang kayamat hai, har dang shararat hai
dil todke chal dena, ye husn ki aadat hai
dil todke chal dena, ye husn ki aadat hai
o aata nahi behlaana, bas itni shikayat hai
bas itni shikayat hai
ae nargise mastana, bas itni shikayat hai
bas itni shikayat hai
samjha hame begana, bas itni shikayat hai
bas itni shikayat hai, ae nargise mastana
lyrics of song Ae Nargise Mastana
Comments on song "Ae Nargise Mastana"
MrYogi1965 on Thursday, August 05, 2010
Har Rang Qayaamat Hai, Har Dhang Sharaarat Hai
Har Rang Qayaamat Hai, Har Dhang Sharaarat Hai
Dil Tod Ke Chal Dena, Ye Husn Ki Aadat Hai
Haaye, Aata Nahi'n Bahlaana, Bas Itni Shikaayat Hai
Bas Itni Shikaayat Hai
Aye Nargis-e-Mastaana..
-Arzoo (1965) *Rajendra Kumar, Sadhana, Feroz Khan
Music : Shankar-Jaikishan Lyrics : Hasrat
Singer : Rafi
MrYogi1965 on Thursday, August 05, 2010
Ho Jaate Ho Be-Raham Bhi, Ban Jaate Ho Hum-Dam Bhi
Ho Jaate Ho Be-Raham Bhi, Ban Jaate Ho Hum-Dam Bhi
Aye Saaqi-e-Maikhaana, Shola Bhi Ho Shabnam Bhi
Ho.. Khaali Mera Paimaana, Bas Itni Shikaayat Hai
Bas Itni Shikaayat Hai
Aye Nargis-e-Mastaana..
MrYogi1965 on Thursday, August 05, 2010
Har Raah Par Takraaye, Har Mod Par Ghabraaye
Har Raah Par Takraaye, Har Mod Par Ghabraaye
Munh Fer Liya Tum Ne, Hum Jab Bhi Nazar Aaye
Ho.. Hum Ko Nahi'n Pahchaana, Bas Itni Shikaayat Hai
Bas Itni Shikaayat Hai
Aye Nargis-e-Mastaana..
MAC Beauty Zone on Monday, April 19, 2010
Sadhana was simply stunning..what a beauty, tragic how she lost her looks
to her illness...poor thing!! love her grace & style...will always remember
her!!! this amazing song fits her perfectly!!!
MrYogi1965 on Thursday, August 05, 2010
Aye Nargis-e-Mastaana, Bas Itni Shikaayat Hai
Bas Itni Shikaayat Hai
Samjha Humein Begaana, Bas Itni Shikaayat Hai
Bas Itni Shikaayat Hai
Aye Nargis-e-Mastaana..
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Arzoo (1965)
Rajendra Kumar, Sadhana, Feroz Khan, Mehmood, Dhumal, Malika, Nasir Husain, Jankidas, Nazima, Achla Sachdev, Hari Shivdasani, Daisy Irani, Nana PalsikarAsha Bhosle, Lata Mangeshkar, Mohammed RafiHasrat JaipuriShankarsinh Raghuwanshi, Jaikishan Dayabhai PankalRamanand SagarRamanand SagarArzoo at IMDB      Arzoo at WikipediaArzoo at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type