aisa bhi ek zamana aata hai ashiqui mein
aisa bhi ek zamana aata hai ashiqui mein
jab maut ki tamanna 
jab maut ki tamanna 
hoti hai zindagi mein
chhodunga main na daman ae yaar zindagi mein 
jeena bhi ashiqui mein
jeena bhi ashiqui mein
marna bhi ashiqui mein 
aisa bhi ek zamana aata hai ashiqui mein 
aisa bhi ek zamana
aankho ke jharoko se dekha karenge tumko
aankho ke jharoko se dekha karenge tumko
markar bhi hum to humdum chaha karenge tumko 
aansu qubul mujhko
aansu qubul mujhko
tere pyar ki khushi me 
chhodunga main na daman ae yaar zindagi mein 
chhodunga main na daman
chahat ke phool dilbar janmo janam khilenge 
chahat ke phool dilbar janmo janam khilenge 
bichhade kabhi jo marke jannat me phir milenge 
hai noor aasma ka
hai noor aasma ka
chahat ki chandani mein 
aisa bhi ek zamana aata hai ashiqui mein
aisa bhi ek zamana aata hai ashiqui mein
jab maut ki tamanna 
jab maut ki tamanna 
hoti hai zindagi mein
chhodunga main na daman ae yaar zindagi me
 
My favorite ghazal