Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon

Video of this song from youtube
Average Rating : 3.50
Total Vote(s) : 2
Please rate this song between 1 and 5 (5 being the best). Your rating will really help us to improve our website.


Lyrics of Aisa Tadpaya Mujhe Dil Beqarar - ऐसा तड़पाये मुझे दिल बेकरार
kajara laga ke, gajara saja ke
bindiya jhukake, chudi khanka ke
aaye hain karne ham disko mujra
disko mujra, disko mujra
disko mujra, disko mujra aa
aisa tadpaye mujhe, dil beqraar ne
aisa tadpaye mujhe, dil beqraar ne
mast madmast mujhe, kar diya yaar ne
daman khushi se mera, bhara dildaar ne
daman khushi se mera, bhara dildaar ne
mast madmast mujhe, kar diya yaar ne
ye ishq ki raaja dukana chalu hain
aaja aaja raaja dukan chaalu hain
are ishq ki raaja dukana chalu hain
aaja aaja raaja dukan chaalu hain

main teri raani tu mera king
donmo karenge ding dang ding
kahne laga tu hain raani
main hu tera jaani king
aao dono milke kare, ding dang ding
maine puchha laaye ho kya
nau nau chudiya daal do pyaar se tum
fir mite duriya, chudi daali dard huaa
teer jaise paar huaa, upar niche aage pichhe
bijali ka karant laga
january ka mahina, mujhko jun laga
pyas se pagal thi, piya mansun laga
jabmeri laal chudi, khn khn bajane lagi
dard rafuchakkar hua, kaliya khilane lagi
dard rafuchakkar hua, kaliya khilane lagi
kaliya khilane lagi, kaliya khilane lagi
hay maraham lagaya, mujhe mithi puchkar
maraham lagaya, mujhe mithi puchkar
mast madmast mujhe, kar diya yaar ne
ye ishq ki raaja dukana chalu hain
aaja aaja raaja dukan chaalu hain
are ishq ki raaja dukana chalu hain
aaja aaja raaja dukan chaalu hain

hello mister hello, chalo andar chalo
wo roksong hain, bada strong hain
wo hay haya hain, wo kadak chay hain
wo gutur gutur hain, wo gutam gutam hain
lotan kabutar hain, hay kya sanam hain
kar gya hain bekhabar, aisa hain wo bazigar
hani hani mera hani, bada hain wo jadugar
main bhi rangeen hu, wo bhi rangeen hain
job bhi dekhe bole hame, hay kya seen hain
gul ka ras jo na piye, kaisa gulfaam hain
mere angane me bhala uska kya kaam hain
mere angane me bhala uska kya kaam hain
uska kya kaam hain, uska kya kaam hain
hay mera hi shikar kiya, mere hi shikar ne
mera hi shikar kiya, mere hi shikar ne
mast madmast mujhe, kar diya yaar ne
aisa tadpaye mujhe, dil beqraar ne
aisa tadpaye mujhe, dil beqraar ne
mast madmast mujhe, kar diya yaar ne
ye ishq ki raaja dukana chalu hain
aaja aaja raaja dukan chaalu hain
are ishq ki raaja dukana chalu hain
aaja aaja raaja dukan chaalu hain
lyrics of song Aisa Tadpaya Mujhe Dil Beqarar
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Naaraaz (1994)
Mithun Chakraborty, Pooja Bhatt, Atul Agnihotri, Gulshan Grover, Soni Razdan, Avtar Gill, Sonali Bendre, Kunal KhemuKumar Sanu, Udit Narayan, Alisha Chinai, Ila ArunQateel Shifai, Dev Kohli, Hasrat Jaipuri, Rahat Indori, Faiz Anwar, Maya GovindAnu MalikMahesh BhattMukesh BhattNaaraaz at IMDB      Naaraaz at WikipediaNaaraaz at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala

HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type