khamosh chup inderlok me hota hai kya
aisa naach aur gana chhi chhi chhi
is pariyo ke desh me to hai sab kuch bada purana
naya hai zamana ye puarana naach gana
naya hai zamana ye puarana naach gana
bhul jaao aise naacho aise gaao
aise naacho naacho, naacho naacho aise gaao
naya hai zamana ye puarana naach gana
bhul jaao aise naacho aise gaao
aao rambha dekho
ise kahte rambha sambha e aa
dekho rambha ye hai rambha sambha
dekho rambha ye hai rambha sambha
kaash sawarg me hota koi chhota bada cinema
chhota bada cinema tumko main dikhlata
jeenat raakhi rekha hema aisi tum me baat kya
tum aise mat itraao aise naacho aise gaao
aise naacho naacho, naacho naacho aise gaao
haay menka tumhe sikhaaye
ch ch cha ch ch cha ya ya
ye van tu ch ch cha jack two ch ch cha
ye van tu ch ch cha jack two ch ch cha
aao menka ch ch cha ye hai ch ch ch ch cha
aao menka ch ch cha ye hai ch ch ch ch cha
jiska ji chahe vo jhume naache subho shaam ch ch cha
ghunghru ki jarurat hai na na paayal ka hai kaam ch ch cha
bin paayal logo ke dil tum ghaayal kar jaao
aise naacho aise gaao aise naacho naacho
naacho naacho aise gaao
are sharmaati ho haa comeon suno urvashi mat sharmaao ri
yug beete par tumne ab tak ye ghunghat na khola
shabanam me kya rakha hai ti tum ban jaao shola
aag laga kar is dil me is dil ki pyaas bujhaao
aise naacho aise gaao aise naacho naacho, aacho naacho
aise gaao naya hai zamana ye puarana naach gana
bhul jaao aise naacho rambha rambha
aise gaao cha cha cha aise naacho rambha rambha aise gaao