o o o aha ha h h
aha ha la la la la la
aise to hame dekha na karo
ki jaa hi nikal jaaye ui allah
kya roke ise ki ye dil hi to hain
jab chahe fisal jaaye vallah
aise to hame dekha na karo
ki jaa hi nikal jaaye ui allah
kya roke ise ki ye dil hi to hain
jab chahe fisal jaaye vallah
aise to hame dekha na karo
jara ye to kaho phulo ne
rangat hain kaha se paayi
jara ye to kaho phulo ne
rangat hain kaha se paayi
kahte hain gaal gulabi
laali hain yahi se aayi
yu na chhedo kahi dil na fisal jaaye ui allah
o suhan allah
aise to hame dekha na karo
ki jaa hi nikal jaaye ui allah
kya roke ise ki ye dil hi to hain
jab chahe fisal jaaye vallah
aise to hame dekha na karo
ham teri tamanna karke
duniya ko bhula baithe
ham teri tamanna karke
duniya ko bhula baithe
ham bhi dil me ulfat ki
ik shama jala baithe hain
dekho kio parvana na jal jaaye vallah
ui allah
aise to hame dekha na karo
ki jaa hi nikal jaaye ui allah
kya roke ise ki ye dil hi to hain
jab chahe fisal jaaye vallah
aise to hame dekha na karo
sine me uthi hain lahre, jaise mauje tufani
sine me uthi hain lahre, jaise mauje tufani
naa jaaen kaha le jaaye
ab hamko ye bahta pani
chalte chalte kahi sham na dhal jaaye
ui allah
o suhaan allah
aise to hame dekha na karo
ki jaa hi nikal jaaye ui allah
kya roke ise ki ye dil hi to hain
jab chahe fisal jaaye vallah
aise to hame dekha na karo
o ho o o o o o
aha ha ha aa aa aa
aha ha ha aa aa aa
aha ha ha aa aa aa
Wonderful item.Ashaji is matchless. Ashaji has her own individuality. I
love to listen all the songs but particularly of Ashaji. Phir kahan dunya
jahan ke tazkere ek baar agar zikr tera darmiyan e guftagoo aajai hai.
Thanks a lot.