kalam dawat mori sasua ne rakh di
kalam dawat mori
kalam dawat mori sasua ne rakh di
na janu kis baat ki chid thi
na janu kis baat ki chid thi
ab to chale aao baalam
chiththi chiththi kajre se ke chiththi kajre se
ke chiththi kajre se likhi
ab to chale aao balma ho chale aao baalam
chiththi kajre se chiththi kajre se likhi
ke chiththi kajre se likhi
sawan beeta bhado jaye
sawan beeta bhado jaye
likh likh haari tum nahi aaye, tum nahi aaye
likh likh haari tum nahi aaye, tum nahi aaye
ab to chale aao balma ho chale aao baalam
chiththi chiththi kajre se likhi
ke chiththi kajre se
chiththi kajre se likhi
tune jo jake julm kar diya, julm kar diya
julm kar diya haye
tune jo jake julm kar diya haye
humne lifafe me dil bhar diya hai
dil bhar diya hai
humne lifafe me dil bhar diya hai
dil bhar diya hai
ab to chale aao balma ho jaanam
chiththi kajre se likhi
ke chiththi kajre se
chiththi kajre se likhi
ab to chale aao balma ho chale aao baalam
chiththi kajre se ke chiththi kajre se
ke chiththi kajre se likhi
Geet kuch khas samajh nahi aaya ,lekin ye samajh aaya ki saas ne kalam
dawat chupa dee aur chitthi kajre se likhi gayee hai.
Ajkal kalam ,dawat ,syahi ye shabd kahan sun ne ko milte hain.Aise geet bhi
kahan sun ne ko milte hain.
Sun ne ki koshish zaroor kee aur jo bhee samajh aaya uss ke bhav madhur
the.
Dhanyavaad Jeetender Jee.