ajeeb dastan hain yeh ajeeb dastan hain ye
hain jiska naam zindagi hain jiska naam zindagi
kabhi machalta geet hai kabhi machalta geet hai
kabhi gham ki shayari
ajeeb dastan hain yeh ajeeb dastan hain ye
ye apni bhool hain koi ya khel hai naseeb ka

wo ajnabi huye jinse rishta tha karib ka
khabar bhi naa hui khabar bhi naa hui
bahaar aayi aur chali gayi
ajeeb dastan hain yeh ajeeb dastan hain ye
hain jiska naam zindagi hain jiska naam zindagi
kabhi machalta geet hai kabhi gham ki shayari

jo baagbaan naa rakh sake chaman ko khud sambhal ke

bikhar hi jaye aandhiyon mein phool aisi daal ke
patta patta jal jaye patta patta jal jaye
wo jaye raat har kali
ajeeb dastan hain yeh ajeeb dastan hain ye
hain jiska naam zindagi hain jiska naam zindagi
kabhi machalta geet hai kabhi gham ki shayari
ajeeb dastan hain yeh ajeeb dastan hain ye
beete hue kal ki ham sab diwaaren tod de

aane wale kal ke liye rukh hawa ka mod de
tu mera koi roop hain tu mera koi roop hain
luta du tujhpar har khushi
ajeeb dastan hain yeh ajeeb dastan hain ye
hain jiska naam zindagi hain jiska naam zindagi
kabhi machalta geet hai kabhi gham ki shayari
ajeeb dastan hain yeh ajeeb dastan hain ye
jo chamka chand pyar ka to har andhera kho gaya

jaha pe aankh khul gayi waha sawera ho gaya
in aansuo ki baadh mein in aansuo ki baadh mein
har ek dhul bah gayi