Video of this song from youtube
Lyrics of Aji Qibla Mohotarma Kabhi Shola Kabhi Nagma - अजी क़िब्ला मोहतरमा कभी शोला कभी नग्मा
aji kibla mohtarma kabhi shola kabhi naghma
is aap ke andaaz ka haaye kya kehna
aji kibla mohtarma kabhi shola kabhi naghma
is aap ke andaaz ka haaye kya kehna
aji kibla mohtarma kabhi shola kabhi naghma

uff yeh gussa kaali aankhen ho rahi hai gulaabi
aap ki to yeh adaa hai aur kisi ki kharaabi
arre re maine tumhe dekha sirf dekha maaniye kehna
maine tumhe dekha sirf dekha maaniye kehna
aji kibla mohtarma kabhi shola kabhi naghma
is aap ke andaaz ka haaye kya kehna
aji kibla mohtarma kabhi shola kabhi naghma

aarzoo thi chand lamhe yoon hi chalte phirte
betaqalluff hoke tumse chand baatein karte
arre re tum jo haseen the dil ne chaha saath hi rehna
tum jo haseen the dil ne chaha saath hi rehna
aji kibla mohtarma kabhi shola kabhi naghma
is aap ke andaaz ka haaye kya kehna
aji kibla mohtarma kabhi shola kabhi naghma
lyrics of song Aji Qibla Mohotarma Kabhi Shola Kabhi Nagma
Comments on song "Aji Qibla Mohotarma Kabhi Shola Kabhi Nagma"
Jamie Kaur on Saturday, August 25, 2012
Very Very pretty Asha Parekh. What is the meaning of Qibla? Does anybody
know? I love Asha Parekh in every role. Thanks Dear for this sweet song.
Jagjit Singh Ishar on Saturday, March 03, 2012
Frolicsome joy mukerjee & gorgeous amazon beauty asha parekh. very
melodious score of O P Nayyar. Marvelous upload. Thanks for sharing.
Srikant R on Sunday, January 19, 2014
Originally Posted by panjabigator
When I was studying Urdu in Lucknow several years back, my Urdu teacher
taught us "qiblā" but mentioned that she'd only use the word very rarely. I
got the distinct impression that the word ought to be used for someone very
distinguished or worthy of admiration or respect, someone more than just
"muhtaram." I'd imagine "qibla" might be used for a religious figure.
Mohammed Kaleemullah on Saturday, December 06, 2014
thanks rajeev pradhan ji for the upload of the very beautiful
songs---------all the songs in phir wahi dil laya hoon are excellent and
exceptional-----------rafi saheb is just too great to bu eulogized. 
Simran Singh on Tuesday, April 09, 2013
delight to watch and pleasant to listen this song..thanks for sharing...
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Phir Wohi Dil Laya Hoon (1963)
Joy Mukherjee, Asha Parekh, Pran, Baby Tabassum, Rajendra Nath, Veena, Shetty, Wasi, Ram Avtar, Krishan DhawanAsha Bhosle, Mohammed Rafi, Usha Mangeshkar, Kishore KumarMajrooh SultanpuriO P NaiyyarNasir HussainNasir HussainPhir Wohi Dil Laya Hoon at IMDB      Phir Wohi Dil Laya Hoon at WikipediaPhir Wohi Dil Laya Hoon at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type