jab se maine dekha tujhe fir chain aaya nahi
zindagi hai tere bagair jis tarah ajnabi
jab se maine dekha tujhe fir mai soyi nahi
zindagi hai tere bagair har ghadi ajnabi
dukh ke sagar me hu doob rahi
kis kinare na lage ye hawa bagban se kahe
har taraf hai ek khwab roke kaun aandhi ko
roye khud jag aasman aasman
jab se maine dekha tujhe fir chain aaya nahi
zindagi hai tere bagair har ghadi
ajnabi ajnabi ajnabi ajnabi
sabnam palko pe hai aa
ruki kho gyi hai sari khushi
ye milan ye lagan ye
agan tujh bin hai ek saza
jeene ka koi to mil sake
aam rasta rasta
jab se maine dekha tujhe fir chain aaya nahi
zindagi hai tere bagair jis tarah ajnabi
jab se maine dekha tujhe fir main soyi nahi
zindagi hai tere bagair har ghadi
ajanabi ajanabi ajanbi ajanabi