ladki thi ya ajooba
ajooba
ladki thi ya koi thi wo ajooba
sapno ki mujhe mil gayi mehbuba
bijli thi ya koi thi wo patakha
dil pe aisi giri ho gaya dhamaka
sari duniya me dhundha jise
mil gayi wo hasina mujhe
hey hey hey hey hey hey
ladki thi ya koi thi wo ajooba
sapno ki mujhe mil gayi mehbuba
bijli thi ya koi thi wo patakha
dil pe aisi giri ho gaya dhamaka
sari duniya me dhundha jise
mil gayi wo hasina mujhe
hey hey hey hey hey hey
main kunwara ek aanwara
phirta tha mara mara
dil mera tune churaya
dede tu hi ab sahara
rasile hontho ka
mujhpe chha gaya ye kaisa nasha
nashile naino ke jaal me
dil mera ye kaisa fansa
o rasile hontho ka
mujhpe chha gaya ye kaisa nasha
nashile naino ke jaal me
dil mera ye kaisa fansa, kaisa fansa
phulo se bhi thi naram gulbadan
sholo se bhi tha garam uska badan
jal gaya jinda ye parwana
ho gaya diwana mastana
ab na mujhko yu tadpana
meri baaho me aa jana
kaise ye ho gaya
pahle jo kabhi hua na tha
tune wo kar diya
jo kabhi koi na kar saka
o mere liye hai banaya gaya
sirf tujhko mere liye, mere liye
jaan bhi de dunga, maange agar meri jaan
tu tere liye, tere liye
dil ki mallika hai tu, main gulaam
devi hai tu pyar ki, tujhko salaam
leke aaunga baarati
hum dono ki hogi shaadi
tujhko baaho me kas lunga
phir socho to kya kya hoga
ladki thi ya koi thi wo ajooba
sapno ki mujhe mil gayi mehbuba
bijli thi ya koi thi wo patakha
dil pe aisi giri ho gaya dhamaka
sari duniya me dhundha jise
mil gayi wo hasina mujhe
hey hey hey hey hey hey
main kunwara ek aanwara
phirta tha mara mara
dil mera tune churaya
dede tu hi ab sahara
main tera, tu meri
tu meri, main tera
aa bhi ja lag ja gale
kaahe ko sharmati hai