akela ishq ki duniya mein kab diwana jalta hai
ke pehle sama khud jalti hai parwana jalta hai
na sama ka kusur na parwana ka kusur
na sama ka kusur na parwana ka kusur
ek jale aur ek jalaye ye hai duniya ka dastur
na sama ka kusur na parwana ka kusur
chanda milan ko tadpe chakori ud ud upar jaye
thak kar haar bechari phir se na milne paye
ek duje se mil na sake wo sake ek duje se mil na sake
rahe dur hi dur ye hai kudart ka dastur ye hai kudrat ka dastur
na sama ka kusur na parwane ka kusur
na sama ka kusur na parwane ka kusur
ek jale aur ek jalaye ye hai duniya ka dastur
na sama ka kusur na parwane ka kusur
do dil milkar ek huye jab aankhe ho gayi char
khadi ho gayi duniya unke bich mein banke diwar
aese bichre dono ho gaye aese bichre dono ho gaye
milne se majbur
ye hai kudrat ka dastur ye hai kudart ka dastur
na sama ka kusur na parwane ka kusur
na sama ka kusur na parwane ka kusur
ek jale aur ek jalaye ye hai duniya ka dastur
na sama ka kusur na parwane ka kusur