allaah waalo, raam waalo
apane majhab ko siyaasat se bacha lo
allaah waalo, raam waalo
apane majhab ko siyaasat se bacha lo
allaah waalo, raam waalo
apane majhab ko siyaasat se bacha lo
apane majhab ko siyaasat se bacha lo
mandir masjid kabhee, fursat mai bana laina
mandir masjid kabhee, fursat mai bana laina
mandir masjid kabhee, fursat mai bana laina
jo nafrat se tute hain, woh ghar toh bana lo
allaah waalo, raam waalo
apane majhab ko siyaasat se bacha lo
apane majhab ko siyaasat se bacha lo
apane majhab ko siyaasat se bacha lo
bij nafrat ke khaito mai ugaane waalo
bij nafrat ke khaito mai ugaane waalo
kaatne khudh hee parain ge eh jamaane waalo
allaah waalo, raam waalo
apane majhab ko siyaasat se bacha lo
apane majhab ko siyaasat se bacha lo
apane majhab ko siyaasat se bacha lo
bachke rehna oh lakdi kaa aashiyaane waalo
bachke rehna oh lakdi kaa aashiyaane waalo
bachke rehna oh lakdi kaa aashiyaane waalo
khudh bee jall sakte ho auro ko jalaane waalo
allaah waalo, raam waalo
apane majhab ko siyaasat se bacha lo
apane majhab ko siyaasat se bacha lo
apane majhab ko siyaasat se bacha lo
aapne ghar ke chatt ko, tum bachaake rakhna
aapne ghar ke chatt ko, tum bachaake rakhna
aapne ghar ke chatt ko, tum bachaake rakhna
jo parosee kee divaar ko giraane waalo
allaah waalo, raam waalo
apane majhab ko siyaasat se bacha lo
apane majhab ko siyaasat se bacha lo
apane majhab ko siyaasat se bacha lo
ek rehne do shahido kaa tiranga jhanda
ek rehne do shahido kaa tiranga jhanda
roj naye jhande mai dande ko phasaane waalo
allaah waalo, raam waalo
apane majhab ko siyaasat se bacha lo
apane majhab ko siyaasat se bacha lo
apane majhab ko siyaasat se bacha lo
apane majhab ko siyaasat se bacha lo
apane majhab ko siyaasat se bacha lo